ye kon ho ga ab... Aibak Sultan..? no way yar,, wo tou na ho... last episode main "tughral" name btaya gaya hai Aks k hubi ka... well Kash k "Aibak Sher Dil" hota ye... but...
Mein aurat hon aur mein kya kar sakti hon aur kya nahi, ye mu'aashra aur mard thori tay karein gay mere liye...... Ye tou mein tay karongi ke mein kya kar sakti hon aur mujhe kya karna chahiye aur jab aik dafa aik aurat aik naa mumkin kaam bhi kar le gi tou phir ye mu'aashra aur mard na bhi badley...... Wo sochay ga zaroor...... Mein bus itna sa farq chahti hon iss mu'aashrey mein....... Aur itna sa tou la hi sakti hon...... Pehla aadmi jo Mount Everest sar krnay nikla tha, ussay logon ne pagal kaha tha..... Aaj iss ka naam tareekh ka hissa hai... Insaaf ke liye jid-o-jehd krna "INSAAN" ka haq hai sirf "Mard" ka nahi hai.. - Lines from Aks